#engineermuhammadalimirza #ammarbinyasir
CL-https://youtu.be/Ws50226d4Pk
Speaker :- Engineer Muhammad Ali Mirza
Official Engineer Muhammad Ali Mirza YouTube Channel
https://youtu.be/euMrXOycEtw
Complete Lecture Engineer Muhammad Ali Mirza
https://youtu.be/3q8qdIBHtk0
Let’s Explore Our Deen
Ammar Bin Yasir (A.S)
Follow Us On Facebook
https://www.facebook.com/101342008503399/posts/115330130437920/
Join Us What’s app..!!
https://chat.whatsapp.com/Cs8jpdiz5CZCJVJciy6s3Y
Follow us on instagram
https://www.instagram.com/p/CONj8cjBkN1/?igshid=zxs0ksok5bx
source
Salam ap loug bunyad he say ghalat hain . Sorah humd khuda ka kalam nahe hai. Deikhaoo pouray Quran mai kahan khuda khud say hum kalam hoa??? Sorah humd sorah Alfateha ye nam khuda nay iss dua ko deye.
Zara start key tamheed iss kalam key deikho shuru karta hon Allah kay nam say rehman or raheem kay nam say. Yanay Allah kay nam say jo bouhat rehman or raheem hai or her deen kay hesab ketab walay din ka malik hai.
Mai uss he key eybadat karta hon uss he say dua karta or hedayet talab karta hon .mouj ko un he kay rastay per qaeym rakh jin ko tairi sab naymateen hasil hain innam hain or tu un say kabhi ghazab nak nahe hoa yanay wo masoom hain or wo khata karnay say moubera hain or ye prophet kay forefathers nanheyal or dadheyal kay afrad hain or yahe wo afrad hain jin ko khuda nay apnay deen ka leader nabi rasool bana kar apnay pas say bahja takay wo khuda ko or uss kay deen ko baqi makhlooq mai mutarif karaeen. Or ibraheem aallay ibraheem or Mohammed o Aallay mohammed nay achi services deyn iss silselay mai khuda ko mutarif karanay mai or kafi sacrifices paish keen khuda ko or uss kay deen key tableigh bahtareen tareqay say key Iss sincerity or kawish ko khuda nay bouhat pasand keya or as reward as award khuda inn sab afrad ko collectively duroud ey ibraheemi mai salawat duroud or salam salute paish karta hai yanay inn key services or sacrifices ko tasleem karta hai. Hz Mohammed swa shajraey taiyaba say hain hz ibraheem say lay kar vesal ey mustafa tak her zamanay mai loug gheer allah ( jo khuda nahe houtay thay magar khudaey dawa dar thay loug inn he gheer Allah ko khuda maantay thay inn he say dua inn he key eybadat or inn he say hedayet talab kartay thay) 123999 ambeyah mai say 300+ ambeyah ko majority of awam nay qatal keya or kessi sourat ghaeeib khuda key existence honay per yaqeen nahe kartay thay or khudaey dawadar ( gheer Allah) jo deikhaey deytay thay un ko khuda maantay thay or jab ye khuda mer jaatay thay tu inn he kay bout banna kar inn idols key eybadat kartay dua kartay or hedayet talab kartay thay in say)
MAGAR PROPHET APNAY FOREFATHERS JIN KO SORAH HUMD MAI NAYMATYAFTA HAIN BATAYA HAI PROPHET NAY . Ye loug khuda say jis tarhan mukhatib houtay thay sorah humd inn he afrad or prophet key eybadat ka tareqa hai ) khuda ko ye dua itni zeyada pasand aaey prophet ye dua bhi apni eybadat mai gharay hira mai kartay thay. Shajraey taiyaba say jo thay ( yanay poura shajra nasal der nasal deen ey ilahi per tha. Magar Majority mai uss waqt kay loug shajraey khabesa say thay un key guzashta nasal mai kabhi koey deen ey ILAHI per nahe tha
Prophet khuda say iss dua mai bata rahay hain aey khuda hum tu ( gheer Allah ko khuda nahe mantay)) hum tairi eybadat kartay hain dua kartay hain. tairi hedayet hasil ho tairi madat chahtay hain . .ye andaz ey dua khuda ko itna pasand aaya dua mustejab key or iss dua ko Quran ka juzz banaya or Quran mai shuru mai iss ko rakha or iss he kay jawab mai Quran prophet kay dil per outara kay aey rasool tumharay her sawal or her qism key hedayet iss mai hai
Agar ye sorah aik aessi dua karnay ka tareqa khuda nay waza keya houta or prophet ko hukm houta hum say kahlana houta tu sorah touheed sorah al Nas sorah falaq etc key tarhan uss dua kay shuru nai Qoul leikha houta magar aessa nahe hai.
Prophet ko jab maloom hoa Allah ko eybadat reyazat mai sorah humd bouhat pasand aaya hai tu unhe nay her dua ka compulsory juzz sorah humd ko hum ko taleem fermaya.
Now listen ab jab kay ye pata chalgaya tum sab ko jo middle say lines perh kar bak bak shuru kartay hain .
Tu ab samjho hum sab kay sab or saray ambeyah saray wo afrad jin ko khuda nay baad ey vesal ey prophet islam ko intact rakhnay per khuda nay apni janib say maamour keye ( madone ey resalat 12 imam jin key responsibility bus ye thii kay practically wo deen jo prophet Mohammed nay introduce keya uss ko samjhatay raheen makhlooq mai or ye sab khud iss deen kay pratical namouna bunneen. or Quran or sunnat ey prophet batatay raheen sab kalmago ko deen kay ousol ahkam farou ey deen samjhatay or dohratay raheen .or logoon kay leyye inn key zaat inn ka her aamal aik sahe muslim key practical mesal sab muslims kay samnay rahay gey .
Ye sab qourb bay khuda mai hain or bouhat say wo afrad jo shajraey taiyaba say hon or reyazat ort eybadat mai uss maqam per hon kay khuda ka qourb inn ko hasil ho jaey
Aessay logoon ko khuda kouch na kouch amr ey RABI ko siranjam deynay ka eyzn atta karta hai (issi ko karamat kahtay hain)
Saray afrad jo duroud ey ibraheemi mai shamil hain un ko khuda ka qareeb tareen qourb hasil hai wo horizontally nahe vettically khuda say almost mutasil qourb mai hain or in ko khuda key her naymat hasil hai iss leyye ye C/O God her naymat dousray abd ey khuda ko dey saktay hain agar hum mangeen in say.
Jab faqeer hum say mangta hai madat ya hum ap say madat mangeen hergiz hum ap ko khuda samaj kar nahe mangtay madat . Faqeer hum say mangay hergez hum ko khuda samajh kar nahe mangta sounchtay hain agar ye blessed hain or khuda nay in ko oron kay leyye bhi deya hai tu agar Khuda in kay dil Mai dalay ga kay hum faqeer ko or ap hum ko deyn gay tu ap key de gaey madat asal mai khuda key madat hai so it means hum ko khuda nay he deya kisi kay zarye say bhi. Ap kay pas bhi tu Khuda ka he tu deya hoa tha kouch na tha ap ka apna. uss khuda ka he tu atta karda tha.
Hum ye samhajtay hain hum sab mai koey gheer Allah nahe jaesay feroun namroud shatat lat manat thay all were ( khudaey dawadar and gheer Allah) hum ye kaheen gay kay ap nay nahe khuda nay deya waseta ap thay.
is mouqaey per ye bhi samjhye ap ko khuda ka deya hoa hai. Ap kay dil mai khuda nay dala kay mouj ko oblige kareen. Yanay ap ko khuda key atta thii ap blessed thay ap kay pas apna kouch nahe tha Ap kay dil mai khuda nay dala hum ko dou goya khuda nay deya hum ko. Hum nay tum ko khuda nahe samjha tum gheer Allah nahe keon kay tum khudaey dawadar nahe ho.
Iss he tarhan hz Mohammed mustafa Ali Ahlay beyt or her wali Allah sab atta kar saktay hain wo tu sab qourb bay khuda mai hai un key reach ( pouhabch) her naymatay ilahi tak hai un ko her amr ey ilahi ka eyzn hai .bus shart ye hai shajra deikh lo koey shajraey khsbesa wala kabhi qourb bay khuda hasil nahe karsakta iss leyye eyzn ey amr ey rabi ( koey karamat uss kay pas nahe ho sakteen) .
Keon kay khuda ka he ye deen hai uss ka jurisdiction hai kay wo ousol bunata hai kay
kis nay Meray ibraheem say lay kar prophet Mohammed tak her nabi ka kalma maana wo tahir nasal pak nutfay say houtay hain yanay shajraey taiyaba say houtay hain. Zahir hai shajraey taiyaba Walay he wali oullah Sahib bay karamat houtay hain ( keon ksy wali oullah qourb bay khuda hasil kar saktay hain napak shajray walay khuda ka qourb kaessay PAA saktay hain)) no wo qourb bay khuda hasil kar saktay hain na he Sahib bay karamat houtay hain ap ko un say madat nahe mil sakti. Lakin jo afrad shajraey taiyaba say hon or reyazat or eybadat say qourbay khuda hasil karleen or wali oullah kay derjay key Qourbat ey khuda hasil kar leen tu wo wali oullah houtay hain or khuda kay qourb key wajha say khuda in ko kouch amr ey ilahi ka eyzn atta karta hai or inn he logoon ko wali oullah key karamat kahtay hain. hz ibraheem Aallay ibraheem prophet Mohammed and aallay Mohammed khuda key itnay qourb mai hain kay khuda kay her amr ka eyzn in ko hasil hai or ye
C/O God her amr ey khuda siranjam kar saktay hain or ap key madat kar saktay hain.
Jo qourb bay khuda mai houtay hain un ko eyzn ey amr ey rabi hasil houta hai. Pls .note teo following examples as prove
Hz eyssa murda zinda kartay thay ( it is eyzn ey amr rabi he say tu possible hai)
Hz eyssa bemar ko shefa deytay thay( amr ey rabi tha)
Mud say parinda khalq keya hz eyssa nay ( ye bhi due yo eyzn ey rabi) etc etc
Prophet Mohammed msy chand kay dou tukray keye thay phir jourh deya tha .it was his extempore performance,( ye possible hoa due to having eyzn ey rabi) . Saray sfrad jo fouroud ey ibraheem mai hain sab ko eyzn ey rabi hasil hai .
Mirza ap ko keya khuda key following 3 aayat per eyman hai?
1) kouch loug jo chal phir rahay hain kahtay paitay hain .jaessay hum ap etc etc wo murda hain ( ab ap key logic keya kahay gey aalam ey berzaq mai murda paray hain yahan jism hai roh hai zinda hain wahan jism ksy bagheer murda hain ???
2) kouch loug jin ko tum ko confirm hai mer gaey qaber mai dafan hain khuda kahta hai wo zinda hain. Tumhari logic kahti hai bagheer jism Allsh kay aalam msi berzaq mai zinda hain dunya mai un ka taalouq munqata.yahe samajh msi aata hai ap kay explanation say
3) shaheed zinda hain rizq patay hain khuda izs aayet mai aagay kahta hai maat pouncho kaessay ?? Quran mai perh lo.
Tumhari logic bilkul wahe hai kay eo zinda hain aalam ey berzaq mai . Jism qaber mai gal sarh jaata hai
Yahe ap ka kahna hai aam naik bundon kay barray mai !!
Wo aalam ey burzaq mai zinda hain
MEHERBANI KARKAY YE BATAYE AGAR AAM NAIK ABD EY ILAHI OR SHAHEED KEY ZINDAGI MAI BAAD INTEQAL FERQ NAHE HAI TU KHUDA NAY KEON KHAS KAR SHAHEED KSY LEYYE AAYET DEY. OR YA KAHA ZINDA HAIN RIZQ PATAY HAI ( YOU ARE NOT ALLOWED TO ASK HOW apnay bus maano chun chara na karo un ka rizq keya hai wo kaessay zinda hain magar so taweel logic against khuda kay hukm kay karkay keon gumrah hain????
iyyakna,abudu wa iyya,knsta,iiin me
gaeb ka Lafz quran me kaha PE Likha hai
Quran me apni taraf se Likh kar bolna ye yahudi OLAMAA ka tarika hai,,,,
Muslim ka Nahi hai,,,
Ab batao Allah ke Nabi wali se madad Lena agar shirk hota To fir,,ISA alaehisalam Ne hawariyo ko jab pukara hai,,
dine khuda ki madad karne ke Liye,,,
To kya aek aek bande ka Naam Le Lekar unko pukara,ya bulaya,,,tha,,,,,,
Ya fir sirf aur sirf ye sada e Lagaaii thi
Ki kuon hai,,jo dine khuda ki madad Karne ko MERE sath aate hai,,,
Ki kuon hai jo dine khuda ki madad karne ko MERE paas aate hai,,
tab waha ke Nek bando ne
suna tha,ki wakt ka Nabi dine isalm ki madad ko,,bula Raha hai,,
Aur ham gharo me ya apne kamo me Lage RAHE ye unke iman ko gawara Na huaa,,,
Tab jakar hawariyo Ne kaha hai,,,
ki ham dine isalm ki madad ko aate hai,,
Ab batao tum Log
Allah kafi Nahi hai,, kya,,,
Dine islam ki madad karne ke Liye
ALLAH to,,kafi hai,,na,,,,
Dine isalm ki madad karne ke Liye,,,
Magar fir bhi aek ANBIYA mese
jinka Naam,ISA alaehisalam hai
unhone bando se madad mangkar Hamko ye bata diya hai,,
Ki Allah ke Nek bando se madad Lena
shirk Nahi hai,,
Warna ISA alaehisalam ko bhi sabse bada mushrik kahna padega tumko,,,
Ye to bolne Nahi Aayega,,, tumko
Ab aao Asli Bat ko to samjho yaar
Allah ke Nabi kabhi bhi shirk Nahi karte hai
Wo to shirk ko mitane ke Liye aate hai,,
Unke Zariye hi to awam ko tuohid milti hai
Usi tarah,,,Hazrte Abu huraira
Razialaahu taala anhu ko jab
mere NABI alaehisalam Ne yaddasht ki kamzori me madad kiye hai,,,
Ye koi zahiri asbaab me thodi Madad ki hai
Ye yadaasht to gaebi chizo Mese hai,,,,
Jo aankho se chupi huyi hai,,,,,
AKL ke andar ki chize hai,,,,
Lekin Nabi alaehisalam usme bhi
madad kiye hai,,,,Na,,
Us wakt bhi mere NABI alaehisalam keh sakte the,,Ki Allah se duaaye mang,Lo
mere pas kyun aa gaya hai,,,
Jao mae to kuch bhi Nahi kar sakta hu,,,
Agar Chahte to ye bhi kah sakte the, Na
Ki Nafaa Dena to Mere paas Nahi hai,,
Magar waha par bhi,,,,,
MERE NABI alaehisalam ne farmaya hai
ki apni jholi yani apni chadar ko faelao
mae batata hu ki Allah ki aata se
Nabi alaehisalam bhi madad kar sakte hai,,
Jaese ki ISA alaehisalam Ne Qur'an me farmaya hai ki mae andhe ko aakhn deta hu
Mae Kodi ke mariz ko shifa deta hu,,,
Mae unke murde ko zinda karta hu,,,
Ab batao Allah Ne jab Nabi wali se
madad Lena hi shirk kiya hota,,
To fir Nabiyo Ne apne apne zamane me
Apne apne,wakt me Apne apne ummati ki madad kyun ki hai
agar Nabi wali se madad Lena shirk hota to,,
Batao zara mujhe jawab do iska mujhe
Ab aao geab me madad mangne,ka masla bhi dekho ki ye kam,,agar shirk hota tha to MERE Nabi alaehisalam Ne
Qabar me muojud murde ko aek dubte huye shks ki mani,nd kaha hai,,,Na,,,
Ab Kisi dubte ko tinke ka sahara chahiye hota hai, ab wo dubta banda barzakh me jane ke baad dub Raha hai,,,,,
Yani usko uske bure aamal se azabe kahhar hone Lagtaa, hai,,,,
magar waha bhi wo banda is aalam se,, dusre aalame barazkh me jane ke baad bhi is duniya ke,insano se ,yani ke,,apne duniya me muojud Rishtedar ki Madad aur duaa ki aas yani isi,dunya walo ki madad Karne ki aas aur ummid kar Raha hai,,,, Waha jake bhi isi duniya walo ki madad karne ki ummid karta hai,,
Ki koi allah ki bargah me uske liye duaaye magfirat karne wala hai kya,,,
yani wo murda gaeb me bhi Apne Rishtedar se madad mang Raha hai,,,,
Aur wo gaeb me jane ke baad me bhi isi duniya Walo se madad mang Raha hai,,,
Ab yaha koi ghar Walo Mese uske liye
sadka kare aur isale sawab aur duaaye magfirat karke us murde ko pahuchaye to murdo ko bhi khusi hoti hai,,,,Na,,,,,,
to ye gaeb me bhi madad karna sabit huaa ki Nahi huaa hai,,,,,,,,,,Jawab do iska mujhe,,
Aur jo Qabro me madad mang Raha hai,,,
un bando ko mushriko mese Nahi mana hai
mere NABI alaehisalam ne,,,
balki farmaya hai
ki zinde ki Madad karne ki wajah se uski duaa se Gaeb me jane wale murde ko
azab se Najat mili hai,,,,,
Ab geab me bhi madad mangne Wala bhi iman walo mese hi Hota hai,, mushriko mese Nahi hota hai,,,
ye masla bhi HaL ho gaa,hai,al,hmdu,li,llah
Ab is Lambi chuodi bato ka khulasaa samjho ki maene tumko quran me Bata diya hai,,,,ki Nabi wali se madad Lena halal hai
shirk Nahi hai,,,,
Ab Nabi alaehisalam se,,ya Allah ke waliyon se zahri Gaebi madad mangne wala mushriko mese Nahi hai,,
Balki Ye halal kam hai,,
Shirk hota to Nabi alaehisalam
mana kar denge,,,
ki Nabi wali se madad Lena shirk hai,,,,
Magar kisi bhi Nabiyo Rasoolo mese kisi bhi aek Nabi ya Rasool ka cuol bata do
ki Nabi wali se madad Lena shirk hota hai unhone Aesa kuch bhi kaha hai to,,
Batao zara mujhe jawab do Iska mujhe
Mae muntzir hu,,,
Warna karib se madad Lena ho ya dur se madad Lena ho dono hi halaato me madad Lena halal Aur Jayaz Kam man Lo,,
Kyunki aamal ka daromadar Niyato par hai
Ki Nabi wali ko Madadgar Allah ki aata se dene wala mankar unse madad mang
Raha hai,,,
Ya Nabi wali ko zati tuor par dene wala mankar unse madad mang Raha hai,,,
Agar ye samjh kar Nabi wali se madad mangata hai,,,ki Allah ki aata ke baeger hi
Nabi wali kuch bhi de sakte hai,,,,,
Tab to aesi Niyato ke sath mangne wala mushriko mese ho gaya hai,,,
isme to koi shak hi Nahi hai,,,,
KYUN Kyunki Allah hi Aek aesa hai
jo kisi se Lekar Nahi deta hai,,,, BALKI
Sabkuch apna zati khazana deta hai,,
Aur baki,,koi bhi Aesa dusra Nahi hai,,,
Jo apna zati khazana deta ho,,,,,
Allah hi Aek Aesa hai jo sabko apna zatti khazano mese deta hai,,,,
Aur agar koi Allah ki aata se Nabi wali ko dene wala mankar unse madad mang Raha hai,,, to fir wo mushriko mese Nahi hai,,,
KYUN Kyunki
Shirk ka matalab hai,,,
allah ke barabar kisi ko Bhi,man,na
Aur jab Niyat hi ye hai,,,
ki Nabi wali allah ke dene se hi dete hai
To mangne wala is Niyato se madad mang Raha hai,,,ki Nabi wali apna Nahi de RAHE hai,,BALKI Allah ke dene se de RAHE hai,,
Yani allah ke mohtaj hai,,
Ab jab allah ke mohtaj mankar unse madad ko Le Raha hai
to shirk kaese ho gaya,,, hai
JAWAB do ab iska mujhe,,
Shirk ka matalab hai
kisi bhi makhlukat ko Allah jaesa
ya allah ke barabar man Lena,,,
Ye hota hai Shirk sharik man,na
Magar yaha to
Niyat hi ye hai,,ki Nabi wali allah ke dene ke baad hi hamko dete hai,,
Aur Allah kisi se Lekar Nahi Deta hai,, balki
apna zati khazana deta hai,,
to ab Niyat ki wajah se shirk khatm ho gaya,,,Na,,,,,
Isliye Nabi wali se Madad Lena Halal hai
Niyto ki wajah se shirk khtam ho jata hai
KYUN Kyunki bukahri ki pehli hi Hadis hai ki Niyato par aamal ka daromadar hai,,,,,
ab samajhdar ko ishara kafi hai,,,
Ab aao isko aek misal se samjho ki Niyat pe aamal ka daromadar ka matalab samjho,,,
Ki koi isi duniya me kisi Bhi makhluk ko agar,,zatii tuor pe dene Wala manke unko Madad ke liye pukarega
to phir yahi pe wo banda mushriko mese Ho Gaya hai,,,,,,isme koi shak NAHI hai,,
Kyun Kyunki usne allah ki jaesi shan makhluk me bhi man Liya hai,,,
Ab Yaha pe Qabro me muojud Nabi wali ki baat Nahi hai ,,,
BALKI AAM makhluk ko zatii dene Wala manke unko pukarne pe hi mushriko mese Ho Gaya hai,,,wo banda,,,
Jabki Mere Nabi alaehisalam Ne duniya me apne SAHABA ki Bahut bar Madad kiye hai,,
Lekin SAHABA Nabi alaehisalam se madad Lekar shirk Nahi kiye hai ,,,
Lekin isi Qur'an me hi aage muojud hai,,
Ki isi duniya me Musa alaehisalam ke SAHABA Ne Shirk Kiya tha,,,
to Waha pe unhone makhluk ko zatii tuor pe Dene Wala manke usko pukarna jayaz Mana tha,to fir allah unko mushrik kaha hai
Leikn jab Nek Bando ko jo makhluk hi hai
Yani jab usi kuom Ne Hazrte
Musa alaehisalam ko jab Pani manag tha
to fir allah ne unko mushriko mese Nahi Kaha hai,,
BALKI Allah ne Qur'an me bataya hai ae Musa Apni kuom ki madad Karne ke liye ae Musa alaehisalam ko Allah kehta hai,,
ki ae Musa alaehisalam apna
asaa mubarak us pathar pe maro
to phir usme se Tumhari kuom ke liye barah chshme nikal padenge
ab isi Aayto,,me Niyat ka fark Nazar Aayega tumko isi Aayto se Shirk me fark Nazar Aayega ki unhone jab
Musa alaehisalam ko jab Madad karne ke liye pukara tha to Allah Ne
Musa alaehisalam ko Madad karne ki
takat de Diya,,,hai,,,
Lekin jab Sone se bane bachde ko jo ki aek makhluk hi,,Usko pukara tha,,,
to Allah Ne unko mushrik kaha hai,,
Halaki wo bachada aawaze Nikal Raha tha,,
Isi se samjho ki Musa alaehisalam ye bolte the ki mae allah ki aata se Tumhari ,madad karne Wala Hu,,tum Log
allah ko hi hakiki MADADGAR Mano,,
Lekin jab unki kuom Ne makhluk ko zatti tuor pe MADADGAR manke usko pukara tha to fir wo mushrik Ho gaye the,,,,,
Halaki sone ke bane huye makhluk se aawaze AATI thi fir bhi wo mushrik huye hai
To ab AAP Samjh gaye honge ki Allah ke Qur'an me Niyato ke baad hi faesle sunaye jate hai,,,
ki makhluk ko kis Niyato ke sath Madad ke liye pukara tha,,,,,,ye dekha jata hai,,,
Ye sabut ke sath Qur'an Bayan Kiya hai,,,
ab Tum Qur'an me batane ke baad bhi Nahi manoge to phir Qiyamat Tak intazar karo mae bhi muntazir Hu,,,
Ki Allah ki aata se Nabi wali se madad lena halal hai,,halal,,hai,,halal hai,,halal hai,,, halal
Aur zahiri gaebi dono tarah se madad lena halal sabut ke sath sabit kar diya hai,,,
Ab janbujhkar gumaraahi Lete Ho to fir allah beniyaz hai usko kuch bhi fark NAHI padta hai ki koi uski shan ko mane ya Na mane
Uski Bahut sari makhluk uski shan ko Bahut zyada sarahte huye bayan karti Rahti hai,,,
Kuch inasno aur jinnato ke Na man,ne se allah ko kuch bhi fark NAHI padta hai,,,
BALKI Tumhari aakhirat barbad Na Ho isliye Itni sari likhawt Likha hai,,,kisi muslim Ne,,,
Jisko sunny hanfi barelwi kaha jaata hai,,
AGAR meri Dalil ke mukable me apki dalil Zyada behtar hai to mehbrbaani karke
Aap apni dalil ko Qur'an aur Hadis se
sabit kar sakte hai,,, WARNA MERE likhe huye ki sadakat ki gawahi dedo ki
Maene SAB kuch Sahi Sahi Likha huaaa hai,
Taki AAM Awam ko sikhne ka mouka mile,,
Jazakallahu khaera shukriya,,,,,,bhai please,
Background voice ka link koi send karo :()
اسلام علیکم! الحمدللہ آخر کار علی بھائی نے یہ بات کہہ دی کہ کسی بزرگ نے شرکیہ دعوا نہیں کیا۔ بلکہ ان کے نام پر دندا کرنے والے لوگوں کے منسوب کردہ ہیں
Jahil awan k Amal KO Berelvion k naam Ker diya . Ye elmi jahalat hai.
Shah wali ullah Mujadad naheen.
Mujadad wali hadis perhoo pehlay.
Ali bhai abhi tak jitne mujaddid
Aaye hai un par 1 bayan zaroor kre
Ali bhai mujrim ulma Chanel wale ne aj 1 video Dali hai us ma ghose Azam ki gustakhi kri ha ap apne student ko samjhao ap jante ho gaose Azam ale Hasan mai se hai itne bade wali ki gustakhi ap Nazar andaz mat karna bhai use fatkar lagana
The damage has been done.
ENGINEER MUHAMMAD ALI MIRZA KA QURAN PER AITRAZ AUR USKA JAWAB ..
https://www.youtube.com/watch?v=JOS8buK_oPc&t=10s
ENGINEER MUHAMMAD ALI MIRZA KA QURAN PER AITRAZ AUR USKA JAWAB ..
https://www.youtube.com/watch?v=JOS8buK_oPc&t=10s
ENGINEER MUHAMMAD ALI MIRZA KA QURAN PER AITRAZ AUR USKA JAWAB ..
https://www.youtube.com/watch?v=JOS8buK_oPc&t=10s
ENGINEER MUHAMMAD ALI MIRZA KA QURAN PER AITRAZ AUR USKA JAWAB ..
https://www.youtube.com/watch?v=JOS8buK_oPc&t=10s
Love 💕💕💕💕💕💕 you 💕💕💕💕💕💕 Ali Bhai
One man army Ali Bhai g
SubhanAllah
Ahle hadees nasibi hain.
اسلا م کیا تھا؟ پھر کیا سے کیا ہو گیا
https://m.youtube.com/watch?v=DbGjzaIY-pk&t=340s